Apne Blog Ko Google Webmaster Tool Me Kaise Sumit Kare 2018

Hi guys ap log ka fir se sawagat hai hamare iss naye post me to aj ka post bahut important hai ap ke blog website ke liye to aj ham log jane wali hai ke apne blog ko google webmaster me sumit kaise kare to ye bahut jyada important hai because agar ap apne website ko google webmaster me sumit nahi karte hai to agar ap apna pura url bhi dale ge to nahi ap ka site yaye ga nahi koy post jaise main www.google.com open karta ho or main apna pura url likh deta ho www.sabsikhotech.blogspot.com to agar maine google web master me apne blog ko sumit kar deya hoga to mera website search marne par sab se pehle mile ga or agar maine google webmaster tool me nahi sumit kya hoga to mera search pe nahi aaye ga. to chaliye or vistaar se jan lete hai ke google webmaster tool kya hai.


Google Webmaster Tool Kya Hai.

To ap log  ko main kuch points bata deta ho google webmaster tool ke bari me to google webmaster ek google ka he product hai. to google webmaster bahut important hai ap ke website ke liye agar ap ka website google webmaster tool me apne blog ko sumit nahi kya hai to ap ke website par google adsense approve bhi nahi hoga or jab google adsense approve nahi ho ga to apke earning nahi hoge to ye bahut jyada important hai ap ke blog site par or ha agar ap google webmaster tool me apne site ko  sumit karte hai to apka website rank bhi karne lagega to chaliye vistaar se jan lete hai ke apne blog ko google webmaster me kaise sumit kare to chaliye sikh lete hai.

Apne Blog Ko Google Webmaster Me Kaise Sumit Kare

To chaliye sikh lete hai ke apne blog ko google webmaster me kaise sumit kare to agar ap ye kare lege to ap ka bahut jyada fayda hoga to ap ko blog create karne ke bad or kam-se-kam 6 posts ke bad ap apne blog ko google webmaster me sumit karna hai because agar ap blog create karne ke sath google webmaster tool me sumit kar dete hai to ap ka aage ja kar ap ke posts index nahi hoga.

To agar ap ka aage ja kar ap ke post index nahi hoga to jaise koi apne site ka pura url google.com pe search mare ga to sirf or sirf ap ka website show hoga to agar ap ka blog create karte sath google webmaster me sumit kar lete hai to ap ko problem ho ge to agle post ye bata dege ke apne blog post ko google webmaster tool me index kaise kare bole to sitemap kaise banaye or usse apne google webmaster tool add kare to chaliye ap ham log sikh lete hai ke ap ko apne blog ko google webmaster me kaise sumit kare-;

1. To ap ko sabse pehle google me search marna hai ' google webmaster tool' to sabse upper me google webmaster tool ka website mil gaye ga to ap ko sabse pehle osse open kar lete hai.

2.  To ab ap ke samne google webmaster tool ka site open ho gaya hai hai to ap ke samne ek add site ka option hoga to ap ko apne website ka url dal dena hai or add website par click kar lena hai.

3. To ab ap ka site google webmaster me sumit ho gaya hai par ab tak apke website ko pata nahi chala hai to ap ko verify karna hoga to chaliye jan lete hai ke verify kaise kare.

4. To ab ap ko upper me ek add property or remove property to ap ko oss par click karna hai.ab ap ko different method par click karna hai.

5. To ap ko 5 option mile ha to ap ko ek meta tag ka option mela ho ga to ap ko oss par click kar click kar ke code ko copy kar ke apne blogger ke theme me ke niche paste kar dena hai jaise photo me hai. ke bad paste kar dena jaise ke photo me hai.



To ab ap ko verify par click karke apne website ko google webmaster tool me sumit kar dena hai to aj ke post me bas itna he milte hai agle post me tab tak ke liye by-by.
Previous
Next Post »