Apna Android App Kaise Banaye In 2 Min II Android App कैसे बनाये Easiest तरीका

Hi guys ap logo ka fir se sawagat hai hamare naye post me to aj ham log kuch naya sikhne wale hai to aj ham log sikhne wale hai ke kaise apna android app banate hai in 2 min to chaliye sikh lete hai ke apna android app kaise banaye to sabse pehle bata do ke agar ap koi website ke owner hai ya ap koi youtuber hai to agar ap app bana kar play store par publise karte hai to ap in dono se jyada paise kama payge to agar ap log app bana sikh lete hai to ap roj bahut paise kama sakte hai kam-se-kam ap per month $1000 dollor easily kama le ge .


Apna Android App Kaise Banaye In 2 Min

To Ab ap sochte hoge ke itna jyada hamlog paise kaise kamaye ge to dam easy ap apne mobile phone me bahut sare app hoge to ap on ko open karte hai to youtube or website ke tarah waha par bhi ads show hote hai sabhi app ads se bari hote hai to ap bhi apna app banao or ads lagane ke bad paise kamao to ab ap sochte hoge app banane ke liye to coding ke jaroorat hai to mai batado ke aj kal high tech hai bahut sare app or website ka gaye hai app banane ke liye bas kuch basic knowledge hona jaheye.

Read This -: 

COPY PASTE KARKE PAISE KAISE KAMAYE


Sabse pehle sabhi log app banane ke liye android studio ko sikhte hai or 6-7 month ke bad ap android studio pe app banane jate hoto waha par ek bhi coding wrong hota hai to woh puri-ke-puri app bekar ho gate hai or onka mehnat bhi bekar ho gate hai to isliye mai iss post me batane wala ho ke app kaise banaye or mai iss post me ap ko ek bahut he achha site ke bari me batane wali hai go ap jaise app jahte hai waise create kar deta hai bas 2-3 minutes me to chaliye jan lete hai oss site ka naam.


App Create Karne Ke Benefits.

To chaliye jan lete hai ke app banane ka fayda kya ho ga to sabse pehle to ap ek app developer ban jaye ge sab ap ke app par ja kar ap se contact kae ga ke mera bhi app bana do to app banane ke bad ap app developer ban jao ge or ap apna bussness bhi kar sakte ho bahut sare paise kama sakte ho dosre ke app bana kar ap dusra benefit ke ap agar apna ek app bana lete ho to ap bahut paise kamane logo ge ke ap apne puri family ko chala sakte ho kam-se-kam ap per month  70135.00 kam sakte ho easily to chaliye sikh lete hai ke app kaise banate hai.

Apna Android App Kaise Banaye In 2 Min.


To chaliye ab ham log sikh lete hai ke apna app kaise banate hai to jaise ke maine upper me bola tha ke iss post me ham log ek site ke help se app banaye ge to oss website ka name hai appsgeyser to ye site otna famous nahi iss website par easily ap apna app bana sakte hai iss website par bahut sare categories ke app bana sakte hai jaise -: photo editor app, quiz app , messenger app , website app, tv app , radio app , music app  or bhi bahut sare app bana sakte hai or to or ap iss par game bhi create kar sakte hai bahut easily bas ek click me to agle post me bata doga ke kaise game banate ha but abhi app bana sikh rahe hai.



To chaliye ab ham log sikh lete hai ke kaise app banate hai to sabse pehle ap ko appsgeyser ke website par jana hoga to chaliye step by step jan lete hai ke kaise app banate hai appsgeyser se -:
  1. Sabse pehle ap ko apps geyser ke website par jana hai .
  2. Ab ap ko apps geyser par join ho jana hai upper me join ka buttom ko ga to ap oss par click karle.
  3. Ab ap ko apna details ko fill karna hai or joi now par click kar dena hai.
  4. To ab ap ke samne bahut sare option open hoge to ap jise type ka bhi app bana jahte hai oss par click karle.


  1. Ab ap ko sab kuch fill karne ke bad create app ka option ho ga to ap oss par click karle or ap ka ap create ho gaya hai
  2. Ab ap sochte hoge ke isme to na ads laga to ab ap neche jayge to ek monitize ka option hoga to ap oss par click karde.
  3. Ab ap apne admob ka app id dal kar paise kaise kamaye.

To ab niche jayge to ap ko ek download ka option milega to ap download karke dekh sakte hai  or niche share link bhi hai to ap apne link ko share karke paise kamaye.

Apne App Ko Famous Kaise Kare.


To ab ne app bhi create kar leya or sab kuch kar leya but ap ka app  koi download nahi kar raha hai to ap apne ap ko google play store par publish kare q ke ap kitne logo ko apne app ke link share karte rahe ge or bahut sare log download bhi nahi kae ge to ap ko apne app ko google play store par publish karna hoga to oske liye google play store charge leta hai $25 dollor first time agar ap ka google consoler ka account bana hoya hai to ap osse publish kar sakte or nahi to ap ko sabse pehle google consoler ka account bana hoga to ap ko google play store par app publish kar hai to niche aaye ge to ap ko ek publise your ap on google play store to ap waha par se bhi ja sakte hai.

 To aj ke post me bas itana  he milte hai agle post me aasha karte hai ke ap ab sikh gaye ho ge ke app kaise baa te hai to by-by.
Previous
Next Post »