How To Earn Money From Dailymotion In Hindi 2018 || Dailymotion se paise kaise kamaye

Hi guys welcome to my another post aj ke Iss post me mai ap ko batane wala ho ke ap kaise Dailymotion se paise kama sakte hai ap log jante hai ke dailymotion kya hai agar ap log nahi jante hai to may ap ko bata do ke dailymotion ek youtube ke tarah ek platform hai ap ko dailymotion par bhi ap ko videos ko dekh ne or upload karne ka option milta hai jo ke bil kol youtube ke tarah hai.

How To Earn Money From Dailymotion 2018
How To Earn Money From Dailymotion In Hindi 2018  || Dailymotion se paise kaise kamaye


Basics Of Dailymotion

ap ko yaha par channel bana par ta hai or oss ke bad ap apne channel par videos ko upload karke achhe khasi earning kar sakte hai ye bilkol youtube ke tarah hai ap ko youtube par bhi ap ko youtube channel bana par ta hai or apne videos ko upload karte hai or paise kama te hai. Ye Bahut Achha Website ya platform hai bahut sare log iss platfrorm par kam kar rahe hai or paise ghar bhaithe achhe khasi earning kar sakte . iss website par bahut sare log kam kar rahe jaise -: t-serire , amit badhana , realshit or bahut sare youtubers dailmotion par apne youtube channels ke videos ko upload kar ke paise kama rahe hai. ye log apne youtube channel ke videos dailymotion par upload kar rahe hai.


     Main Features Of  Dailymotion

How To Earn Money From Dailymotion In Hindi 2018


  • Sabse pehle to ap ko iss platform par kisi bhi tarah ka monetaize ka option nahi hai ap iss platform par videos upload kar te hai to ye platform automatically ap ke videos par ads show hone lage ge or ap ke paise aane suru ho gaye ge but agar ap youtube channel par videos upload kar te hai to ap ke videos me ads nahi show hoge os ke liye ap ko koch terms and condition ko follow kar na parta hai to ap apne daily motion channel par tez se paise kama payege.

  • To dusra fyada hai ke dailymotion ka rate bahut jyada hai agar ap youtube par videos upload kar te hai to ap ko otna rate nahi deye jate hai jitna ke dailymotion par diya jata hai agar ap ke dailymotion videos par 1000 views bhi aata hai to ap ko dailymotion kam se kam 1000 indian rupess de deta hai but agar ap youtube par 1000 views le te ho ads ke sath to ap ko kam se kam 700 indian rupess mile ga to ye rahe do fayde . 
     Lose Of Dailymotion
  • Ap log jante hai ke sabhi chig ek fayda hota hai or ek jhata to iss platform ka to ap fayda to dekh liye but iss ka jhata bhi hai sabse pahla jhata hai ke iss platform par bahut kam log dekh te hai matlab ke iss platform ko bahut kam log use kar te hai videos dekh ne ke liye bas log aate hai to apne videos ko upload karne ke leye to jab log nahi rahe ge to ap ke videos par otna views nahi aaye ge thora bahut views aata hai woh bhi others country se to ye to achha hai but ap ke videos par otna views nahi jaye ge

How To Create Account On Dailymotion

Sabse pehle ap ko paise kamane ke liye ap ko apna account bana na pare ga to ap ko account bana ne ke liye ap niche diye gaye step ko step-by-step follow kare or account create karne ke bad apne videos ko upload karke bahut sare ghar bhaithe paise kamaye to chaliye 

follow kare step-by-step-:


  • Sabse pehle ap Dailymotion par click kare.
  • Oss ke bad ap sign up par click kare.


earn money from dailymotion

  • Ab ap apne details bhar le jaise name , email id , e.t,c
  • Ab ap ne jo details sign up me diye the wahi sing in me bhar de.
  • Ab ap ka account create ho gaya hai.
  • Ab ap ko right-side par ap ko ek avtar show ho ga to ap oss par click kare ab ap ke samne koch options open ho gaye ge to ab ap setting par click kare
  • Setting par click karne ke bad ap apne channel ka naam rakh le.
How To Upload Videos On Dailymotion

Sabse pehle ap log jante hai ke agar ap account bana le te hai or videos upload nahi karte hai to woh earning kaise kare ga jab earning nahi kare ga to woh ye platform ko ignore kar ke chal gaye ga or osse lage ga ke bakvass platform hai. To ap ko videos upload karne ke liye niche diye gaye step ko step-by-step follow kare iss platform par ap kisi bhi video ko download kar ke ap iss platform par upload kar sakte hai iss website par q ye tarah ka copyrite claim ka option nahi hai to chaliye ap ko batate hai ke ap kaise videos upload kare to niche diye gaye step ko follow kare -:
  • Ab ap apne right-side par avtar par click kare to bahut sare option show ho gaye ge to ap setting par click kare.
  • Setting par click karke ap ko bahut sare option dekh jaye ge to ap ko left-side par ek upload ka optoin show ho ga to ap oss par click kar le.
  • upload par click kar ke ap ko drap ya open file par click kar le tp ap ko choose file ka khole jaye ga
  • To ab ap apne videos ko dailymotion par upload kar sakte hai



  To aj ke post bas itna he asha karte hai ke ap ko samajh me aa gaya ho ga ke kaise dailymotion se paise kama sakte hai or kaise account create kar sakte and kaise videos ko upload kar sakte hai dailymotion me to chaliye mil te hai agle post me .

Bye Bye





Previous
Next Post »

1 comments:

Click here for comments
Unknown
admin
14 May 2020 at 13:15 ×

Nice job bro..

Congrats bro Unknown you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar