Google Adsense Ads Ko Apne Website Par Add Kaise Kare

Hi guys ap ka sawagat hai hamare naye post me to aj ham log sikhe ge ke google adsense ads ko apne website par add kaise kare to ap log jante hai ke apne site par google adsense ka ads lagana jaroori hai agar ap apne site par ads nahi laga ye ge to ap ke earning nahi hoge matlab ap apne website se paise nahi kama sakte hai to ads lagana bahut jaroori hai ap pore world me bahut sari network site hai jo ke ap ke website par  show kare ge jaise ke popads , native ads , possitive ads je ha dosto popads jo kise bhi site par ap dekhi hoge ke ap jaha par bhi click kare ge to waha par ads par click ho ke ap dosre site par chal jayge to ye ads jyada downloading site par jyada achha hoga jaise movie downloading site , app downloading site , software downloading site , and music downloading site. to ab ham log bat kar lete hai native ads ke bari me to native ads me video sliding ke tarah ads show ho ge jaise kise ka pait mota hai to oss ka video show hoga or niche oss ka title show hoga to log jaise oss par click kare ge waishe dusra site open ho gaye ga . to ab ham log bat karle te ke google adsense ka ads he kyu lagage to main bata do ke sab jyada cpc rate google adsense ka hai or iss se bahut jyada earning ho ge other networks ke shamni to chaliye ham log google adsense ke points jan lete hai or baki agle post me jani ge.


Google Adsense Ads Ko Apne Website Par Add Kaise Kare

What Is Google Adsense 

To chaliye koch adsense ke bari me jan lete hai to google adsense ek google ka he product hai to google adsense ads networking ke site hai to iss kya hota hai ke ap ko aaha par account create karna hota hai or apne site ka url de kar account ko create kar lena hai ab ap ko approve ka wait karna hoga to ye account approve kya hai to main ap ko batado ke google ap ke site ko dekhta hai ke ap ne kahi chori to nahi kya hai ya photo google se nahi othaye hai agar ap ne apne site par koye chori nahi kya hai to ap ka 3-5 din ap ka account approve ho gaye ga or agar ap ne kahi pe bhi chori kya hoga to apka google adsense ka account disapprove ho gaye ga or ha agar ap ka account approve ho gaye ga toab ap ko blogger par ja kar code ko lagana hoga.


Google Adsense Ads Ko Apne Website Par Add Kaise Kare


To jaise ke maine upper me bataya ke agar ap ka account approve ho gaye ga to ap ke website par ads nahi show hoge kyu ke ap ne ap tak ads ko apne website par add nahi kya hai to sabse pahle ap ko apne adsense  account me ja kar click kare ad  unit par or waha par ja kar ap apna new ad unit id banao or oss ke bad oss code ko copy karke apne dashborad par ja kar new gadget par ja kar html & javascript par click karke oss code ko paste kar do or oss ke bad save to ap ke website par ads anna start ho jayga  or ekor method hai jo ke iss se ishaan hai to chaliye vistaar se jan lete hai -:

                                                First Method 

  1.  Sabse pehle ap ko apne blogger ka dashboard open kar lena hai.
  2. Ab ap ko layout me jana hai.
  3. ab ap sidebar me add gadget par click kare
  4. ab ap ke samni bahut sari option open ho gaye to ab ap ko html & javascript ke option par click kare
  5. ab ap ko apne adsense ke account par jana hai.
  6. ap ko ab ad unit par click karna hai.
  7. ab ap ko upper me ek new ad ka option hoga to ap ko oss par click karke ek new ad unit id banale.
  8. ab ap save kare ge to ap ke samne ek code show hoga to ap oss code ko copy kar le.
  9. ab ap ko blogger ke page par ja kar html ke box me paste kar dena hai.
  10. to ab ap ke website par ads show hona start ho gaye ga.
                                                          Second Method
  1. sabse pehle ap ko apne blogger par jana hai.
  2. ab ap ko layout par click karna hai .
  3. ab ap ko add gadgets par click kare.
  4. ab ap ko sabse upper adsense ka option show hoga to ap ko oss par click karna hai.
  5. ab ap ko save kar lena hai.
  6. to ab ap ke site par ads show hone lagege .
To aj ke post me bas itna he aasha karte hai ke ab ap sikh gaye hoge ke google adsense ads ko apne website par add kaise kare  to milte hai agle post me by-by

Previous
Next Post »