Apne Blog Post Me Code Box Kaise Lagaye

Hi guys ap ka sawagat hai hamare iss naye post me to aj ham log koch naya or koch beatiful kam sikhe ge to aj ka jo hamara topic hai woh hai apne blog post par code box kaise lagaye to ab ap sochte hoge ke ye code box kya hai.

To ye ap ke blog post ke liye bahut important hota hai or ye ap ke blog post ko or bhi jyada atractive or beatiful banata hai to ab ham log dekh lete hai ke ye code box kya hai to ye ek tarah ka box bana rahta hai jisme ap koch bhi likh sakte hai woh bhi more beatiful me.



Bahut sare website par right click disable hota hai matlab ke oske website par right click nahi hoga to jab bhi koye right click disable website kese tarah ka code ko deta hai ke ap ko iss code ko copy karke yaha par paste kardena hai to ap jaise osse copy karne jaoge to woh copy nahi hoga q ke oss website par right click disable hai to yaha par use hota hai woh code box to chaliye or bhi vistaar se jan lete hai code box hai kya.


Code Box Kya Hai ?

To ye bahut important hai jana ke code box kya hai to code box ek box bana rahta hai iska istmal tab karte hai jab ap ko koye tarah ka html code ya javascript code apne post me dena ho agar ap oss code ko simple way me blog post me dete hai to ap ka jo post ho ga woh sirf or sirf code se bhara hoga or woh post bahut jyada bara ho gaye ga or woh dikhne me bhi bahut kharab lage ga or jo log apne site par right click disable karke hai.

To on logo ka to oss post me diye gaye code ko copy bhi nahi kar payge or ap ke viewers naraj ho gaye ge or fir kabhi nahi apke site par aaye ge or ha agar ap ke post par 50 % se jyada sirf html code bhara hoga to ap ka woh post index nahi hoga to agar ap apne iss code box ko lagaye ge to ap ka jo bhi code ho ga to woh sirf oss choote se code box me hoga to ab ko isse se koye problem nahi hoge to chaliye ham log sikh lete hai ke isse apne blog post par kaise lagaye.

Apne Blog Post Me Code Box Kaise Lagaye

To ab ap log jan gaye hai ke ye code box kya hota hai to ab ham log bat kar lete hai ke isse apne blog post me lagaye kaise to niche ek simple bhi diya hoya hai to ap niche ja kar dekh le oss ke bad ap sikh lena ke kaise code box banate hai to chaliye step by step sikh lete hai -: 
  1. Sabse pehle ap ko apne dashboard me jana hai.
  2. Ab ap ko iss box me diye gaye code ko copy kar lena hai



3. ab ap ko jaha par bhi iss tarah ka code dena hai to ap apne blog post me jaha par bhi dena jahte hai waha html me ja kar jaha par bhi dena jahte hai waha par iss code ko paste karde ab ap ko compose me aa kar jo bhi likhna chahte hai woh likh de.

My Sample -;



To aj ke post me bas itna he aasha karte hai ke ap ko bhi code box banana aa gaya hoga to ap bhi code box banaye or apne post ko beatiful banaye . to by-by


Previous
Next Post »