Google Adsense Approve Kaise Kare Blog/Website Me- Sirf 5 days me

Hii Guys to kaise hai aap log ummid karta hon ke aap log thik hi honge aaj jiss topic pe baat kare wale hai wo bahut hi important he khas ke jiska ek website he ya phir jiska Blog he. To aaj ham baat karne wale hai ki Apna Adsense Account Approve kaise karaye wo bhi sirf days 5 ke Under  me ji ha friends aap ko sun ke choak gaye honge lekin ye bilkul sahi me bataonga ki aap apne website ke liye Adsense ka approval wo bhi jald se jald 

Google Adsense ka approval lena bahut hi important ho jata jab aap apne website se Earning karna chahte he to keu ke agar aap ke website pe ads dhikhana chahte hai to aap ko to Google Adsense ka Account Approve karana hoga. agar aap apne website ke liye Adsense ka approval le lete hai to aapko bahut achache paise earning kar sakte hai apne website ke through to agar aap ko bhi shikhna he ki Apna Adsense Account Approve kaise karaye 5 ke Under  me to ye article ko end tak read kare phir aap pura samajh gaynge


Google Adsense Approve Kaise Kare Blog/Website Me- Sirf 5 days m
Google Adsense Approve Kaise Kare Blog/Website Me- Sirf 5 days m


1.    Apne Website ko Professional Banaye 

Ji han friends agar aap ko apne website ke liye approval lena he to aap ko apne website ko ek dam achache se Design karna hoga yani ki aapka website dekhne me achacha or Beautifull lagna chahye keu ki Google ye baat pe bahut ko bahut hi important deta he ki aapka website kaisa dekhne me lagta hai agar aap apne website ko achache se design kar lete hai to aap ko Google Adsense ka approval bahut hi jaldi mil gayega


2.     Apne Article ko achacha or lamba likhe

Agar aap apne article ko achache se nahi likhte hai to aapko bahut time lag gayega keu ki google ye baat ko important deta hai ki aapke article me content me dam he ki nahi agar aap apne article me achache se content nahi batate hai ki to aapke viewer se achacha response nahi dega or Google ka Approval nahi milega.


and dosri baat ye he ke aap apne article ko jitna ho sake utna lamba likhe isse hota kiya hai ki apka article jitna bara hoga otna apke article me Keyword jida rahega or isse apka article rank bhi kar sakta he or gab aap ka article Google ke first page aagaya to apke website pe 500 se jida views aa jayange or aapko google adsense ka approval jald hi mil gayr ga 

3.     Create 3 Pages ( contact us, about us, & privacy policy )

Agar aapko adsense ka approval chahye to ye pages aap create karna hoga ye bahut hi important he keu ki Google ye page par bahut hi dhiyan deta he agar aap ka website bahut hi achacha he lekin aap ke website pe ye 3 pages nahi honge to aap ko google adsense ka approval nahi milega to aap bhi ye 3 page create karlo 

4.      Rank kare apne article ko ( 500-1000)/day views 

Agar aapka website Google me rank nahi kar raha to aap ka website pe adsense ka approval milne me bahut time lag gayega or website pe views bhi nahi ayenge . or agar aapke website pe 500 - 1000 visitor per day aate hai to aapko adsense ka approval easiy se mil gayega. lekin agar apko itna views per days lana he apne website pe to aap ko pahle apne website ko rank karwana hoga.

To ab to aapko samajh me aa gaya hoga ke apne website ko google adsense ka approval kaise karaye agar aap ko kuch problem he iss article me to aap hame comment kar ke bata sakte hai he to me oska answer jald hi bata donga 
Previous
Next Post »