How To Add Poll Votes In Any Question In Your Blog Website

            How To Add Poll Votes In Any Question In Your Blog


Hi frieds aj ke iss post me maiye ap ko batane wala ho ke ap kaise apne website ya blog par poll vote kaise laga sakte hai or oss me kaise question or option add kare . or apne website ko or bhi beautifullho gaiga or ap ka website or bhi achha ho gaye ga jo bhi apke website par aaye ga woh dekhe ga ke yha par poll vote chal raha hai ap jo bhi question ko add kare ge wahi question kapoll vote chalega ap ke website par jo ke dekhne me bhi achha hai or khilne me bhi to aj may ap ko batao ga ke ap kis tarah apne blog we4bsite par apne question ko poll vote par laga sakte hai. agar ap poll vote ko apne blog website par lagate hai to ap ke question ka bhi hal kar sakte hai or apka website beautiful bhi lagega or ap ke blog website par ye poll vote lag gaye ga to ap ke website ke visitors or bhi atractive ho gaye ge or woh ap ke website ko bar bar open kare je or apne friends ke sath bhi sare karege to ap ke visitors bhi bard jaye ge or ap ka page views bahut jada ho jaiga or ap ke earning bhi barh jaige or ap rato rat ammer ban jao ge.agar ap apne blog website par ye poll votes lagate haito ap ka website or bhti atractive ho gaye ga. logo ko khej le aaye ga or ap ke visitors bhar gaye ge.ap niche poll votes dekh sakte hai.




Why Add Poll Votes In Your Blog Website


Dosto ap log jante hai ke ap ka website jetna simple ho ga otnas galdi ap adsense ka approval le sakte hai. to agar ap iss poll votes kom apne blog website par laga te hai to ap ka website jaldi adsense approve ho jay ga or ap jaldi he earning start ho gaye ge . ap ye nahi jante hai ke ap ke blogger account me corner side par layout hai oss layout par jane ke bad ap ke samne ak add gadgets likha rahe ga to ap oss par click karte hai to ap ke samne bahut saare gadgets mil gaye ga ye jetne bhi gadgets hai woh ek seo ka he hisa hai agar ap ye sab gadgets ko lagate hai to ap ke blog website ka half seo kar deye hai to  chaliye may ap ko bata ho ke ap kaise apne blog website par laga sakte hai to chaliye soru karte hai.


How To Add Poll Votes In Your Blog Website



To dosto ap log jante hai ke ap agar apne blog website par lagate hai to ap ke blog website par seo bhi ho gaye ga.to ap apne website par lagate hai . ap ne bahut bar youtube par sekha ho ja ke bahut sare channel post kar te ha or oss me woh apne question dete hai or koch options dete hai jitna gada on vote milta hai or on sab me sabse jada jis option par votes milta hai ossi option par woh youtubers ossi option par videos banate hai or or oss channel ke subscribers khose ho jate hai. to agar ap chahte hai ke apne blog website par poll votes ko add karna 

to ap niche diye gaye steps ko step-by-step follow kare or add kare



  1. Open Your Blogger
  2. Ab ap coner side par ap ko ek layout ka show ho ga to ap oss layout par click kare.
  3. Ab ap sidebar2 par add a gadget par click kar le.
  4. Ab ap scroll down kare or ap ko ek poll de khaye de ga to ap oss par click kar le.

  1. Ab ap apne maan motabek choose kar le may reccommend karo ga ke ap horigental par click kar le.
  2. Ab ap save karle.
Ab ap apnewebsite ko refresh kar ke dekh le ab apko ek side bar me ek question dekhe ga jo ke ap ne waha par dala tha or ap ke samne 4 option dekhe ge on me se ek option par click kar ke vote de de ap apko jiss topic par sabse jyada vote mila oss topic par ap kam kare. to aj ke post me bass itna he milte hai agle post me.

bye bye

Previous
Next Post »