Google AdSense Kiya hai. Google AdSense se paise Kaise Kamaye 2018

Hii guys welcome back to my another article iss article me ham batane wale he ki Google AdSense kiya hai , or Google AdSense kaam kaise karta he, Google AdSense se paise Kaise Kamate hai,  keu AdSense ke bare me har jaankari me dene wala ho bahut sare log Google AdSense ke baare me nabi jaante to koi baat nahi agar aap iss article ko achache se read karte hai to aap Google AdSense ki sari information jaan lenge. Or han kiya aap jaante hai ki gGoogl AdSense se paise kamaye jate hai ji han dosto adsence ke doara aap bahut sare online earning kar sakte hai keu ki Google ne isse banaya hi online earning ke liye
Google AdSense Kiya hai. Google AdSense se paise Kaise Kamaye
Google AdSense Kiya hai. Google AdSense se paise Kaise Kamaye 2018

1.  .    Google Adsense kiya hota hai or ye work kaise karta hai

Google adsence Google ka hi product he Jo alag ,alag platform par apna ads deta hai hai Google adsence ek ads provider he Jo sabhi jagahao par ad show karwata hai jaise ki YouTube per agar aapke 1k 4000  watch time complete kar lete hai to aapko Google adsence ke sath kaam karne ka mauka milta hai agar aap ka YouTube videos ka monitaizetion on ho jata he to aapko Google adsence ke tarf se aapke video pe ads aana start ho jayege or aap apne YouTube channel se achache khase paise earning kar payenge, dosra option ye aapki khud ki website ya aapka blog agar aapka loi website he to aap osse bhi adsence ki help se paise kama sakte hai jaisa ki maine bataya ki Google Adsence online earning ke hi liye banaya gaya hai taki aap bhi Ghar baithe online Earning kar sake Google adsence ke through , to blogger me kiya hota hai ki aapko apne website pe traffic lana hota hai tabhi aapko apne website ka approval milega Google Adsence ka tab aap Google Adsence se paise kama payenge , Google Adsence sirf India me hi nahi balke le all over world me he keu Jo bhi online earning hoti he wo googlG Adsence ke through hoti hai to ab to aap Jan hi choke honge ke Google Adsence kiya he or ye work kaise karta hai.

Google AdSense se paise kaise kamaye


  2.     Google Adsense Term And Condition 

Google adsense ka bhi kuch term and condition hota hai he jaise ki me pahle baat kar leta hon youtube ke adsense ke baare me to youtube me hota jiya agar aapke youtube channal par 1k Subscriber or 4000 thousend houres ka watch time nahi hoga to app ka google adsense ka account approve nahi hoga or aap google adsense se paise nahi kama payenge. ab baat kar lete he blog ya website ke baare me website me hota kiya he ke aap ka website kam se kam 1 month purana ho or aapke website me per day 500 se lekar 1000 views ate ho agar website pe 1000 views se kam ate hai to aapke website me google ka approval milna thora muskil hoga aisa nahi he ke Adsense ka Approval nahi milega ager aap ka website Google ko pasand aagata hai to aap ka acconte approve ho sakta he or bhi bahut sare google adsense ka term and condition he jaise agar aap ke adsense account par 100$ nahi hote hai to aapka paise aapke bank account me nahi gayega or aap apna income ko sirf adsense account me hi dhekh payenge lekin ager aapka paisa 100$ se uper he to aapka paisa bank acount me bhej diya jata hai. Google se paise kamana he aapko to ye sab bate aapko dhiyan dena hoga nahi to aap Adsense se paise nahi kama payange.



Previous
Next Post »