Apne YouTube Channel Ko Grow Kaise Kare - Full Guide 2018

Hii Friends aaj ki iss post me ham batane wale he ki aap apne YouTube channel ko fast grow kaise Kar sakte he sabhi log ke YouTube channel rank nahi kar pate or wo YouTube ko Chor dete he lekin YouTube ko chorne se kuch bhi nahi hoga channel ko grow karne me bahut sare kaam karne parte he . YouTube me jaldi grow karne ke liye hardwork ke sath , sath smart work bhi karna parta he to aap ko koi fikr nahi karna me aapko bataonga ki aap kaise jaldi se apne YouTube channel ko grow kar sakte he

Apne YouTube Channel Ko Grow Kaise Kare
Apne YouTube Channel Ko Grow Kaise Kare

1. Channel name Unique and Different

To Channel fast growing karne ke liye aapko sabse pahle apne channel ko YouTube pe sabse uper lana hoga tabhi to aapke viewer aapke channel name search kare or aapke channel or wo easily ja sake to aapka sabse pahle kaam he ke aap apne channel ko search me sabse uper me liye .

Agar aapka channel search me sabse uper nahi aa raha to koi baat nahi me batata hon kaise karna he . to sabse pahle aapko apna channel name ek dam different rakhna hoga jo kisise milte na ho ek dam alag isse kiya hoga ki agar aapka channel name ek dam alag hoga to search pe aaphi ka channel show hoga agar aap Kisi se milte jolte naam rakhte ho to jo channel jiada popular hota to ossi ka channel sabse pahle show hoga keu ki aapke channel ka keyword oske keyword se milta he .

2. Channel Name search keywords

Channel keyword bahut jarori hota he apne YouTube channel ko search me sabse uper lane ke liye isko lagane se aap Ka channel grow kar sakte he channel search keywords lagane ke liye aapko apne YouTube channel kholna hoga or YouTube dashboard pe ja kar apne channel me jana hoga jaisa ki aap photo me dekh rahe he.





phir apna channel kholega to aapko ek option milega "advance" to aapko advance par click kar lena he to appko show hoga search keywords to wahan pe aapko apne channel dalna hoga aapko keyword apne channel ke name ke milta jolta dalna hoga taki aapka channel search me aye.

3. Make Branding video

agar aapke channel pe subscriber nahi aa rahe to aapko apne YouTube channel ko ek branding channel banana hoga jaise ek hi topic pe video banana isse apke channel ka brand barega jab aap ek hi type ke video upload karne lagoge to aapke video ke viewer aapke subscriber ban jayenge keu ki aapki video osse achachi lag rahi he . agar aapke video me contan achacha he to aap bahut hi fast grow kar sakte he YouTube pe to apne video ke contant pe pura dhiyan de .

Tranding topics pe hi video banaye agar aap tranding topics pe video banate he to aap ki video viral hone ki ommid bar jate he or aap isse achache khase subscriber paa sakte he or aapka channel grow hote hi jayega.

4. Video ko viral kare 

video me views nahi aa rahe to aap kiya karenge agar aapke video pe view hi nahi aayenge to aap ka YouTube channel rank kaise karega to apko bahut hi jarori hota he ki aap apne YouTube video ko rank karwa sake . video ko rank karne ke liye aapko apne video ka titles ek dam different choices karna parega taki aapka video YouTube ke first page pe rank kare or phir discription bhi achache se likhe .

Discription me bhi aapko apne video ka thora sa keyword dalna hoga agar aapko rank karwana he apne video ko to or tag me apne video ka tags jaror dale taki apka video YouTube ke search pe sabse pahle aye or agar aapke video sabse uper aa gaye to aap ke video rank kar jaiga or apke video par view aana Start ho jayega ab jab views aa rahe he to subscriber to automatically ane shuro ho jaynge .

Oldest

1 comments:

Click here for comments
16 March 2018 at 15:55 ×

Nice one

Congrats bro Tech With Gyan you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar